abhi bhi/ yet

ek bagair-khwab insaan
us band ghar ke
bejaan dhuankash ki tarah hai
jismein sulagte nahi ab
kisse, falsafe aur kehkahe
maine,
abhi apne khwab
khoye nahi hain
abhi bhi hai thodi bohat aag
baki mujh mein

a human being without dreams
is like a chimney
of an abandoned home
in which,
stories, philosophy and laughter
don’t simmer anymore
i, haven’t lost
my dreams yet,
some fire, there is still
left in, within

7 Comments

7 Responses to "abhi bhi/ yet"